1. Sooraj Dooba Hai Yaaron- Roy (13th Feb 2015)
Sung by- Arijit Singh and Aditi Singh Sharma
Composed by- Amaal Mallik
Lyrics- Kumaar
Matlabi ho ja zara matlabi
Duniyan ki sunta hain kyun
Khud ki bhi sun ley kabhi
2. Jeena
Jeena – Badlapur (20th Feb 2015)
Sung by- Atif Aslam
Composed by- Sachin- Jigar
Lyrics- Dinesh Vijan & Priya Saraiya
Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain...
Jo tu mila to saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
Dil se jo maine kari hain...
Jo tu mila to saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
3. Hamari Adhuri Kahani (Title Song) – Hamari Adhuri Kahani (12th June 2015)
Sung by- Arijit Singh
Composed by- Jeet Gannguli
Lyrics- Rashmi Virag
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..
Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
4. Tu Jo Mila - Bajrangi Bhaijaan (17th July 2015)
Sung by- KK
Composed by- Pritam
Dhoondte tera Khuda mujhko Rab mila
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhad.kan.. Main Dil
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..
Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
4. Tu Jo Mila - Bajrangi Bhaijaan (17th July 2015)
Sung by- KK
Composed by- Pritam
Dhoondte tera Khuda mujhko Rab mila
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhad.kan.. Main Dil
5. Afghan
Jalebi – Phantom (28th August 2015)
Sung by- Asrar
Composed by- Pritam
Lyrics- Amitabh Bhattacharya
Shamsheer nigaahein
Chaabuk si adaayein
Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah.
Chaabuk si adaayein
Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah.
7. Agar Tum Saath Ho- Tamasha (27th November 2015)
Sung by- Alka Yagnik & Arijit Singh
Composed by- A.R.Rahman
Lyrics- Irshad Kamil
8. Wajah Tum Ho - Hate Story 3 (4th December 2015)
Sung by- Armaan Malik
Composed by- Baman
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam deKab se adhuri hai ik daastaan
Aaja usey aaj anjaam dein
Tumhe bhuloon kaise main
Meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho..
9. Deewani Mastani - Bajirao Mastani(18th Dec 2015)
Sung by- Shreya Ghoshal
Composed by- Sanjay Leela Bhansali
Mash-hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani
Kahan thi main dekho, kahan chali aayi
Kehte hain yeh deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani
Kahan thi main dekho, kahan chali aayi
Kehte hain yeh deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
10. Janam Janam- Dilwale (18th Dec
2015)
Sung by- Arijit Singh & Antara Mitra
Composed by- Pritam
Lyrics- Amitabh Bhattacharya
Teri baahon mein hai mere dono jahaan
Tu rahe jidhar meri jannat wahin
Jal rahi agan hai jo ye do tarfa
Na bujhe kabhi meri mannat yahi
Tu meri aarzu, main teri aashiqui
Tu meri shayari, main teri mausiqi
Talab talab talab bas teri hai mujhe
Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida
Jal rahi agan hai jo ye do tarfa
Na bujhe kabhi meri mannat yahi
Tu meri aarzu, main teri aashiqui
Tu meri shayari, main teri mausiqi
Talab talab talab bas teri hai mujhe
Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna alvida